Ishq me Lazabaab Hai Hum Log

इश्क़ में लाजवाब हैं हम लोग
माहताब आफ़ताब हैं हम लोग

गर्चे अहल-ए-शराब हैं हम लोग
ये न समझो ख़राब हैं हम लोग

शाम से आ गये जो पीने पर
सुबह तक आफ़ताब हैं हम लोग

नाज़ करती है ख़ाना-वीरानी
ऐसे ख़ाना- ख़राब हैं हम लोग

तू हमारा जवाब है तनहा
और तेरा जवाब हैं हम लोग

ख़ूब हम जानते हैं क़द्र अपनी
कितने नाकामयाब हैं हम लोग

हर हक़ीक़त से जो गुज़र जायेँ
वो सदाक़त-म’आब हैं हम लोग

जब मिली आँख होश खो बैठे
कितने हाज़िर-जवाब हैं हम लोग

Read More...

Kaha se badke pauche h kaha tak eilm-o-fun saki

कहाँ से बढ़कर पहुँचे हैं कहाँ तक इल्म-ओ-फ़न साक़ी
मगर आसूदा इनसाँ का न तन साक़ी न मन साक़ी

ये सुनता हूँ कि प्यासी है बहुत ख़ाक-ए-वतन साक़ी
ख़ुदा हाफ़िज़ चला मैं बाँधकर सर से कफ़न साक़ी

सलामत तू तेरा मयख़ाना तेरी अंजुमन साक़ी
मुझे करनी है अब कुछ खि़दमत-ए-दार-ओ-रसन साक़ी

रग-ओ-पै में कभी सेहबा ही सेहबा रक़्स करती थी
मगर अब ज़िन्दगी ही ज़िन्दगी है मोजज़न साक़ी

न ला विश्वास दिल में जो हैं तेरे देखने वाले
सरे मक़तल भी देखेंगे चमन अन्दर चमन साक़ी

तेरे जोशे रक़ाबत का तक़ाज़ा कुछ भी हो लेकिन
मुझे लाज़िम नहीं है तर्क-ए-मनसब दफ़अतन साक़ी

अभी नाक़िस है मयआर-ए-जुनु, तनज़ीम-ए-मयख़ाना
अभी नामोतबर है तेरे मसतों का चलन साक़ी

वही इनसाँ जिसे सरताज-ए-मख़लूक़ात होना था
वही अब सी रहा है अपनी अज़मत का कफ़न साक़ी

लिबास-ए-हुर्रियत के उड़ रहे हैं हर तरफ़ पुरज़े
लिबास-ए-आदमीयत है शिकन अन्दर शिकन साक़ी

मुझे डर है कि इस नापाकतर दौर-ए-सियासत में
बिगड़ जाएँ न खुद मेरा मज़ाक़-ए-शेर-ओ-फ़न साक़ी

Read More...

Salame Barghahe Ghause Azam

Sardare Auliya ko hamara salam ho
Waliyon ke peshwa ko hamara salam ho

Chooron ko jisne Qutub o Abdaal kar diya
Aalam ke rehnuma ko hamara salam ho

Baghdad ke shahenshah mere deen ke Moin
Sultane Asfiya ko hamara salam ho

Mujhpe karam kiya mere data karim ne
Uss Dafay e Bala ko hamara salam ho

Kis se kahe tu ja ke kahe dil ki dastan
Gum khwar ghum zuda ko hamara salam ho

Illa Takhaf keh ke be khauf kar diya
Sultan e Do jaha ko hamara salam ho

Syed ko bhi suna do muzda shafa ato ka
Rehbar o Rehnuma ko hamara salam ho🌹🌹🌹

 

by – Kalame Sayyed
Sehzadaye Sarkare Gouse Azam Ale Rasool
Sayyed Mohsin Qadri Barkati (Davanagere . Karnataka )

Read More...

Laabo Pe Jis Ghadi Naame Mohammed Raks Karta Hai

Laabo Pe Jis Ghadi Naame Mohammed Raks Karta Hai
Tasaoor Unke Daman Se Lipat Kar Raks Karta Hai

Nahi Kabo Me Rahte Ab Zameeno Asman Sunlo
Tadap Kar Jab Mohammed Ka Khalndar Raks Karta Hai

Pilade Payso Ko Paani Shifa De Daste Khudrat Se
Ke Unki ungliyo me Bhi Samandar Raks Karta Hai

Dare Pak-e Rasoolallaha ki Bate Nirali Hai
Unhi Ka Naam Sun-Sunkar Haye ” Syed ” Raks Karta Hai

by – Sehzadaye Sarkare Ghouse-Azam
Ale Rasool Sayyed Mohsin Pasha Qadri Barkati Al-jillani ) Davanagere . Karnataka .

Read More...

Dalile Kibriya Bankar Mohammad Mustafa Aye

Dalile Kibriya Bankar Mohammad Mustafa Aye
Shafiye Do – Saara Bankar Mohammad Mustafa Aye

Nigare Ambiya Aye Habibe Kibriya Aye
Rissalat Ki Ziya Bankar Mohammad Mustafa Aye

Baharo Par Bahare Aagayi Sahne Gulista Me
Bahare Jaa-Fizza Bankar Mohammad Mustafa Aye

Na Ghab Ra-o Gunehgaro Milega Chain Bimaro
Ghame Dil Ki Dawa Bankar Mohammad Mustafa Aye

Jaaha Ki Ibteda Aye Jaaha Ki Inteha Aye
Dilo ki Roshni Bankar Mohammad Mustafa Aye

Hai Rahmat Har Taraf Chayi Gunehgaro Ki Ban Ayi
Hamara asra Bankar Mohammad Mustafa Aye

Habibe Kibriya ki Baat Ho Syed ” Aur Teri Juban

Karam ki inteha Bankar Mohammad Mustafa Aye

by – Dil Fidaye Sarkare Ghouse Azam .
Sayyed Mohsin Pasha Qadri Barkati Al-jillani). Davanagere Karnataka

Read More...

Sunahra Saal Gaya

Sad Birthday Shayari in Hindi

Kuchh Ḳhushiyan Kuchh Aansu De Kar Taal Gaya,
Jivan Ka Ik Aur Sunahra Saal Gaya.

कुछ खुशियाँ कुछ आँसू दे कर टाल गया,
जीवन का इक और सुनेहरा साल गया।

Maa Ki Dua Na Baap Ki Shafqat Ka Saaya Hai,
Aaj Apne Saath Apna Janam Din Manaya Hai.

माँ कि दुआ न बाप की शफकत का साया है,
आज अपने साथ अपना जन्मदिन मनाया है।

Main Takiye Par Sitare Bo Raha Huun,
Janam-Din Hai Akela Ro Raha Hun.

मै तकिये पर सितारे बो रहा हूँ,
जनम-दिन है अकेला रो रहा हूँ।

Read More...

Kisi ne Hazrat ALI R.A se poocha

Kisi ne Hazrat ALI R.A se poocha:
“Dost aur bhai main kya farq hai?”
Aap ne farmaya:
“Bhai sona hai aur dost heera hai.”
Us aadmi ne kaha:
“Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko qeemti cheez se kyun tashbeeh di?”
To aap ne farmaya:
“Sone main agar darar aa jaye to us ko pighla kar bilkul pehlay jaisa banaya ja sakta hai. Jab ke heeray main aik darar aa jai to wo kabhi bhi pehlay jaisa nahi ban sakta.’

Read More...